Sunday, May 30, 2010

Ankhon me theri

Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
ho Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai


Dil ko banade jo patang woh
sansen teri hawaien hai -2


Ayee aisi raat hai jo
Bahut khushnaseeb hai
Chahe jise door se duniya
Woh mere kareeb hai
Kitna kuch kehna hai
Phir bhi hai dil mein
Saawal kahee
Sapno mein jo roj kaha hai
Woh phir se kahun ya nahi


Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
ho Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai


Dil ko jo banade jo patang saanse
Yeh teri woh hawaien hai


Tere saath saath aisa
Koi noor aaya hai
Chand teri roshni ka
Halka sa ek saaya hai
Teri nazaron ne dil ka Kiya jo hashar
Asar yeh hua


Ab in mein hi doob ke ho jau paar
Yehi hai Dua


Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai
ho Aankhon mein teri
Ajab si ajab si adayein hai


Dil ko jo banade hai patang saanse
Yeh teri woh haawaien hai

No comments: